Friday, May 24, 2019

Bas pyar karna chahta hu!

Me bas ab aram se pyar karna chahta hu han bas pyar karna chahta hu...

Muje nahi ata itna ladna jhagadna, kyuki me bas tumhe pyar krna ch....

Tum ho itni achi itni sachi ki kai bar muje khud k pyar par dar lgta hai...ki jahir krk kahi kuch galt na kar baithu kyuki me bas tumhe pyar krna ch...

Tumhe dekh kar ek aftaab sa mehsoos hota hai...kya tumhe mera pyar ka ehsaas hota hai?

Na jane ye kya ho raha hai muje...na he me khud ko khona na he paana chahta hu...kyuki me bas tumhe pyar karna chahta hu....

Ghumna to me ye pura jhan chahta hu...duniya ko bahar aur tumhe dill me rakhna chahta hu...kyuki me tumhe pyar karna chahta hu....
Bas pyar karna chahta hu....

No comments:

Post a Comment