Konse se yug me jee rahe ho janaab,
Yhan jo socho kal hoga wo aaj hota hai, isliye ye kalyug kehlata hai.
Yhan jeene k matlab aur maeene sab badal gae hai,
Yhan achchai ko b matlab k najariye se dekha jata hai,
Aur apne mann ka na ho to use galat samjh liya jata hai,
Ye aaj ka jug hai sahab,
Yhan wo sab milta hai jisse dhikhawe ki khushi milti hai,
aur yahn wo sab biktta hai jise dikhawa kehte hai.
--Anonymous